Likhe Jo Khat Tujhe Song Lyrics

Old Hindi Film Song Lyrics of Likhe Jo Khat Tujhe – Kanyadaan (1969) Hindi Songs Lyrics - Mohammed Rafi Hit Songs Lyrics – Oldies Hit Hindi Movie


Hindi Song - Likhe Jo Khat Tujhe 
Hindi Movie - Kanyadaan (1969) (Kanyadan)
Music Director – Shankar Jai Kishan
Lyrics – 
Singers - Mohammed Rafi (Mohd Rafi) 

Actors / Actress - Shashi Kapoor, Asha Parekh 
Producer - 
Director - Mohan Segal
Year – 1968



Likhe Jo Khat Tujhe Song Lyrics – Kanyadaan Old Hindi Songs Lyrics


Likhe Jo Khat Tujhe
Woh Teri Yaad Mein
Hazaaron Rang Ke
Nazaare Ban Gaye

Likhe Jo Khat Tujhe
Woh Teri Yaad Mein
Hazaaron Rang Ke
Nazaare Ban Gaye

Sawera Jab Huya
To Phool Ban Gaye
Jo Raat Aayi To
Sitaare Ban Gaye

Likhe Jo Khat Tujhe

Koyi Nagma Kahin Goonja
Kahan Dil Mein
Yeh Tu Aayi
Kahin Chatki Kali Koyi
Main Yeh Samjha, Tu Sharmaayi
Koyi Khushboo Kahin Bikhri
Laga Yeh Zulf Lehraayi

Likhe Jo Khat Tujhe
Woh Teri Yaad Mein
Hazaaron Rang Ke
Nazaare Ban Gaye

Likhe Jo Khat Tujhe

Fiza Rangeen, Adaa Rangeen
Yeh Ithlaana, Yeh Sharmaana
Yeh Angdhaayi, Yeh Tanhaayi
Yeh Tarsa Kar, Chale Jaana
Bana De Ga Nahi Kisko
Jawaan Jadoo Yeh Deewana

Likhe Jo Khat Tujhe
Woh Teri Yaad Mein
Hazaaron Rang Ke
Nazaare Ban Gaye
Sawera Jab Huya
To Phool Ban Gaye
Jo Raat Aayi To
Sitaare Ban Gaye

Likhe Jo Khat Tujhe

Jahan Tu Hai, Wahan Main Hoon
Mere Dil Ki Tu Dhadhkan Hai
Musafir Main Tu Manzil Hai
Main Pyaasa Hoon Tu Saawan Hai
Meri Duniya Yeh Nazre Hain
Meri Jannat Yeh Daaman Hai

Likhe Jo Khat Tujhe
Woh Teri Yaad Mein
Hazaaron Rang Ke
Nazaare Ban Gaye
Sawera Jab Huya
To Phool Ban Gaye
Jo Raat Aayi To
Sitaare Ban Gaye

Likhe Jo Khat Tujhe



Comments

Popular posts from this blog

Aaja Nachle Title Song Lyrics - Hindi Songs Lyrics

Yahoo Chaahe Koyi Mujhe Song Lyrics – Junglee Hindi Songs Lyrics

Do Dil Mil Rahe Hai Song Lyrics – Pardes Songs Lyrics